Saturday 28 April 2012

Tere Aazaad Bande


Maqaam-e-be_baha hai dard soz-e-aarzumandi
Maqaam-e-bandagi dekar na loon shaan-e-Khudawandi
Yeh faizan-e-nazar tha ya ki maktab ki karaamat thi
Sikhayi kisne Isma'eel ko aadaab-e-farzandi
Tere azaad bandon ki na ya dunya na wo dunya
Yahan marne ki paabandi, wahan jeene ki paabandi

No comments:

Post a Comment